Breeze

Poetry Collection

جاتی تو ہے تو زلف کے کوچے میں اے صبا
پر دیکھیو جو چھیڑے کسی بے دماغ کو
जाती तो है तू ज़ुल्फ़ के कूचे में ऐ सबा
पर देखियो जो छेड़े किसी बे-दिमाग़ को
jaati to hai tu zulf ke kuche mein ai saba
par dekhiyo jo chheDe kisi be-dimagh ko
نسیم ہے تیرے کوچے میں اور صبا بھی ہے
ہماری خاک سے دیکھو تو کچھ رہا بھی ہے
नसीम है तिरे कूचे में और सबा भी है
हमारी ख़ाक से देखो तो कुछ रहा भी है
nasim hai tire kuche mein aur saba bhi hai
hamari khaak se dekho to kuchh raha bhi hai
آج ڈوبا ہوا خوشبو میں ہے پیرہن جاں
اے صبا کس نے یہ پوچھا ہے ترا نام و نشاں
आज डूबा हुआ ख़ुश्बू में है पैराहन-ए-जाँ
ऐ सबा किस ने ये पूछा है तिरा नाम-ओ-निशाँ
aaj dooba hua khushbu mein hai pairahan-e-jaan
ai saba kis ne ye poochha hai tira naam-o-nishan
اندیشہ ہے کہ دے نہ ادھر کی ادھر لگا
مجھ کو تو ناپسند وتیرے صبا کے ہیں
अंदेशा है कि दे न इधर की उधर लगा
मुझ को तो ना-पसंद वतीरे सबा के हैं
andesha hai ki de na idhar ki udhar laga
mujh ko to na-pasand vatire saba ke hain
جب غنچے کو واشد ہوئی تحریک صبا سے
بلبل سے عجب کیا جو کرے نغمہ سرائی
जब ग़ुंचे को वाशुद हुई तहरीक सबा से
बुलबुल से अजब क्या जो करे नग़्मा-सराई
jab ghunche ko vashud hui tahreek saba se
bulbul se ajab kya jo kare naghma-sarai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message