Burial

Poetry Collection

دل کیا ملاؤ گے کہ ہمیں ہو گیا یقیں
تم سے تو خاک میں بھی ملایا نہ جائے گا
दिल क्या मिलाओगे कि हमें हो गया यक़ीं
तुम से तो ख़ाक में भी मिलाया न जाएगा
dil kya milaoge ki hamein ho gaya yaqin
tum se to khaak mein bhi milaya na jaega
سپرد خاک ہی کرنا تھا مجھ کو
تو پھر کاہے کو نہلایا گیا ہوں
सुपुर्द-ए-ख़ाक ही करना था मुझ को
तो फिर काहे को नहलाया गया हूँ
supurd-e-khaak hi karna tha mujh ko
to phir kaahe ko nahlaya gaya hun
یہیں پر دفن کر دو اس گلی سے اب کہاں جاؤں
کہ میرے پاس جو کچھ تھا یہیں آ کر لٹایا ہے
यहीं पर दफ़्न कर दो इस गली से अब कहाँ जाऊँ
कि मेरे पास जो कुछ था यहीं आ कर लुटाया है
yahin par dafn kar do is gali se ab kahan jaun
ki mere paas jo kuchh tha yahin aa kar lutaya hai
ڈھونڈتا ہوں میں زمیں اچھی سی
یہ بدن جس میں اتارا جائے
ढूँढता हूँ मैं ज़मीं अच्छी सी
ये बदन जिस में उतारा जाए
dhoondta hoon main zameen achchhi si
ye badan jis mein utara jaye
دن ڈھل رہا تھا جب اسے دفنا کے آئے تھے
سورج بھی تھا ملول زمیں پر جھکا ہوا
दिन ढल रहा था जब उसे दफ़ना के आए थे
सूरज भी था मलूल ज़मीं पर झुका हुआ
din dhal raha tha jab use dafna ke aaye the
sooraj bhi tha malool zameen par jhuka hua
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message