DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Call

Poetry Collection

Ash'aar

Irfan Siddiqi
tum suno ya na suno haath badhao na badhao doobte doobte ik baar pukarenge tumhein...
Irfan Siddiqi
wo mujh mein bolne wala to chup hai barson se ye kaun hai jo tire ru-ba-ru pukarta hai...
Khalilur Rahman Azmi
tiri sada ka hai sadiyon se intezar mujhe mire lahoo ke samundar zara pukaar mujhe...
Yagana Changezi
pukarta raha kis kis ko doobne wala khuda the itne magar koi aade aa na gaya...
Aziz Bano Darab Wafa
main bhi sahil ki tarah toot ke bah jaati hoon jab sada de ke bulata hai samundar mujh ko...
Explore more on Diwan E Sukhan