DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Chains

Poetry Collection

Ash'aar

Mohammad Rafi Sauda
hai muddaton se khana-e-zanjir be-sada malum hi nahin ki divane kidhar gae...
Irfan Siddiqi
main ne itna use chaha hai ki wo jaan-e-murad khud ko zanjeer-e-mohabbat se riha chahti hai...
Irfan Siddiqi
hoo ka aalam hai giraftaron ki aabadi mein ham to sunte the ki zanjeer-e-giran bolti hai...
Rajinder Manchanda Bani
thi paanv mein koi zanjeer bach gaye warna ram-e-hawa ka tamasha yahan raha hai bahut...
Saqi Faruqi
subh tak raat ki zanjeer pighal jayegi log pagal hain sitaron se ulajhna kaisa...
Yagana Changezi
haath uljha hai gareban mein to ghabrao na 'yaas' bediyan kyunkar katin zindan ka dar kyunkar khula...
Nazeer Akbarabadi
deewangi meri ke tahayyur mein shab-o-roz hai halqa-e-zanjeer se zindan hama-tan-chashm...
Explore more on Diwan E Sukhan