DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Cute poetry urdu

Poetry Collection

Ash'aar

Bahadur Shah Zafar
laDa kar aankh us se ham ne dushman kar liya apna nigah ko naaz ko andaz ko abru ko mizhgan ko...
Zafar Iqbal
chumne ke liye thaam rakkhun koi dam vo haath aur vo paanv rang-e-hina ke liye chhoD dun...
Arzoo Lakhnavi
maasum nazar ka bhola-pan lalcha ke lubhana kya jaane dil aap nishana banta hai vo tiir chalana kya jaane...
Arzoo Lakhnavi
ham aarzu aae baiThe hain aur vo sharmae baiThe hain mushtaq-nazar gustakh nahin parda sarkana kya jaane...
Dushyant Kumar
tu kisi rail si guzarti hai main kisi pul sa thartharata hun...
Makhdoom Mohiuddin
shamim-e-pairahan-e-yaar kya nisar karen tujhi ko dil se laga len tujhi ko pyaar karen...
Hafeez Jalandhari
tasavvur mein bhi ab vo be-naqab aate nahin mujh tak qayamat aa chuki hai log kahte hain shabab aaya...
Explore more on Diwan E Sukhan