Dark poetry

Poetry Collection

ایک ہی ہوس رہی ہے ہمیں
اپنی حالت تباہ کی جائے
एक ही हवस रही है हमें
अपनी हालत तबाह की जाए
ek hi havas rahi hai hamein
apni halat tabah ki jaae
پڑی رہنے دو انسانوں کی لاشیں
زمیں کا بوجھ ہلکا کیوں کریں ہم
पड़ी रहने दो इंसानों की लाशें
ज़मीं का बोझ हल्का क्यूँ करें हम
paDi rahne do insanon ki laashen
zamin ka bojh halka kyun karen ham
ہمارے قتل سے قاتل کو تجربہ یہ ہوا
لہو لہو بھی ہے مہندی بھی ہے شراب بھی ہے
हमारे क़त्ल से क़ातिल को तजुर्बा ये हुआ
लहू लहू भी है मेहँदी भी है शराब भी है
hamare qatl se qatil ko tajraba ye hua
lahu lahu bhi hai mehndi bhi hai sharab bhi hai
شکم کی آگ لیے پھر رہی ہے شہر بہ شہر
سگ زمانہ ہیں ہم کیا ہماری ہجرت کیا
शिकम की आग लिए फिर रही है शहर-ब-शहर
सग-ए-ज़माना हैं हम क्या हमारी हिजरत क्या
shikam ki aag liye phir rahi hai shahr-ba-shahr
sag-e-zamana hain ham kya hamari hijrat kya
مکاں ہے قبر جسے لوگ خود بناتے ہیں
میں اپنے گھر میں ہوں یا میں کسی مزار میں ہوں
मकाँ है क़ब्र जिसे लोग ख़ुद बनाते हैं
मैं अपने घर में हूँ या मैं किसी मज़ार में हूँ
makan hai qabr jise log khud banate hain
main apne ghar mein hun ya main kisi mazar mein hun
میرے اندر گزشتہ کچھ دن سے
کھڑکیاں بند اور اندھیرا ہے
مرے اندر بھی ایک لاش ہے اب
جس کی بو سے میں مرنے والا ہوں
اور تم اس کو عشق کہتے ہو
मेरे अंदर गुज़िश्ता कुछ दिन से
खिड़कियाँ बंद और अँधेरा है
मिरे अंदर भी एक लाश है अब
जिस की बू से मैं मरने वाला हूँ
और तुम इस को इश्क़ कहते हो
mere andar guzishta kuch din se
khidkiyan band aur andhera hai
mere andar bhi ek laash hai ab
jis ki boo se main marne wala hoon
aur tum is ko ishq kehte ho
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message