DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Deep romance urdu
Poetry Collection
Ash'aar
Jigar Moradabadi
itne hijabon par to ye aalam hai husn ka kya haal ho jo dekh len parda uTha ke ham...
Jigar Moradabadi
sab ko ham bhuul gae josh-e-junun mein lekin ik tiri yaad thi aisi jo bhulai na gai...
Wasi Shah
jo tu nahin hai to ye mukammal na ho sakengi tiri yahi ahmiyat hai meri kahaniyon mein...
Nida Fazli
vo ek hi chehra to nahin saare jahan mein jo duur hai vo dil se utar kyun nahin jaata...
Munawwar Rana
mohabbat ek pakiza amal hai is liye shayad simaT kar sharm saari ek bose mein chali aai...
Zehra Nigah
is ummid pe roz charagh jalate hain aane vaale barson baad bhi aate hain...
Ada Jafarey
abhi sahifa-e-jaan par raqam bhi kya hoga abhi to yaad bhi be-sakhta nahin aai...
Jan Nisar Akhtar
aur kya is se ziyada koi narmi bartun dil ke zakhmon ko chhua hai tire gaalon ki tarah...
Wali Dakni
dil-e-ushshaq kyun na ho raushan jab khayal-e-sanam charagh hua...
Khwaja Meer Dard
mujhe ye Dar hai dil-e-zinda tu na mar jaae ki zindagani ibarat hai tere jiine se...
Explore more on Diwan E Sukhan