Destination

Poetry Collection

کسی مقام سے کوئی خبر نہ آنے کی
کوئی جہاز زمیں پر نہ اب اترنے کا
किसी मक़ाम से कोई ख़बर न आने की
कोई जहाज़ ज़मीं पर न अब उतरने का
kisi maqam se koi khabar na aane ki
koi jahaz zameen par na ab utarne ka
نہ سنگ میل نہ نقش قدم نہ بانگ جرس
بھٹک نہ جائیں مسافر عدم کی منزل کے
न संग-ए-मील न नक़्श-ए-क़दम न बाँग-ए-जरस
भटक न जाएँ मुसाफ़िर अदम की मंज़िल के
na sang-e-meel na naqsh-e-qadam na baang-e-jaras
bhatak na jaayen musafir adam ki manzil ke
جرس نے مژدۂ منزل سنا کے چونکایا
نکل چلا تھا دبے پاؤں کارواں اپنا
जरस ने मुज़्दा-ए-मंज़िल सुना के चौंकाया
निकल चला था दबे पाँव कारवाँ अपना
jaras ne muzhda-e-manzil suna ke chaunkaya
nikal chala tha dabe paanv karwan apna
واماندگان راہ تو منزل پہ جا پڑے
اب تو بھی اے نظیر یہاں سے قدم تراش
वामाँदगान-ए-राह तो मंज़िल पे जा पड़े
अब तू भी ऐ 'नज़ीर' यहाँ से क़दम तराश
vamandgan-e-raah to manzil pe ja pade
ab tu bhi ai 'nazeer' yahan se qadam tarash
ہاں دل بے تاب چندے انتظار
امن و راحت کا ٹھکانا اور ہے
हाँ दिल-ए-बे-ताब चंदे इंतिज़ार
अम्न-ओ-राहत का ठिकाना और है
haan dil-e-be-taab chande intezar
amn-o-rahat ka thikana aur hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message