Diwali

Poetry Collection

دیپ جلتے ہیں دلوں میں کہ چتا جلتی ہے
اب کی دیوالی میں دیکھیں گے کہ کیا ہوتا ہے
दीप जलते हैं दिलों में कि चिता जलती है
अब की दीवाली में देखेंगे कि क्या होता है
diip jalte hain dilon mein ki chita jalti hai
ab ki divali mein dekhenge ki kya hota hai
راہوں میں جان گھر میں چراغوں سے شان ہے
دیپاولی سے آج زمین آسمان ہے
राहों में जान घर में चराग़ों से शान है
दीपावली से आज ज़मीन आसमान है
rahon mein jaan ghar mein charaghon se shaan hai
dipavli se aaj zamin aasman hai
وہی جینے کی آزادی وہی مرنے کی جلدی ہے
دیوالی دیکھ لی ہم نے دسرے کر لیے ہم نے
वही जीने की आज़ादी वही मरने की जल्दी है
दिवाली देख ली हम ने दसहरे कर लिए हम ने
wahi jeene ki aazadi wahi marne ki jaldi hai
diwali dekh li ham ne dasahre kar liye ham ne
ہے دسہرے میں بھی یوں گر فرحت و زینت نظیر
پر دیوالی بھی عجب پاکیزہ تر تہوار ہے
है दसहरे में भी यूँ गर फ़रहत-ओ-ज़ीनत 'नज़ीर'
पर दिवाली भी अजब पाकीज़ा-तर त्यौहार है
hai dasahre mein bhi yun gar farhat-o-zeenat 'nazeer'
par diwali bhi ajab pakiza-tar tyauhar hai
دوستو کیا کیا دیوالی میں نشاط و عیش ہے
سب مہیا ہے جو اس ہنگام کے شایاں ہے شے
दोस्तो क्या क्या दिवाली में निशात-ओ-ऐश है
सब मुहय्या है जो इस हंगाम के शायाँ है शै
dosto kya kya diwali mein nashat-o-aish hai
sab muhayya hai jo is hangam ke shayan hai shai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message