Doomsday

Poetry Collection

جاتے ہوئے کہتے ہو قیامت کو ملیں گے
کیا خوب قیامت کا ہے گویا کوئی دن اور
जाते हुए कहते हो क़यामत को मिलेंगे
क्या ख़ूब क़यामत का है गोया कोई दिन और
jaate hue kahte ho qayamat ko milenge
kya khuub qayamat ka hai goya koi din aur
الٰہی کیوں نہیں اٹھتی قیامت ماجرا کیا ہے
ہمارے سامنے پہلو میں وہ دشمن کے بیٹھے ہیں
इलाही क्यूँ नहीं उठती क़यामत माजरा क्या है
हमारे सामने पहलू में वो दुश्मन के बैठे हैं
ilahi kyun nahin uThti qayamat majra kya hai
hamare samne pahlu mein vo dushman ke baiThe hain
سورج سر پہ آ پہنچا
گرمی ہے یا روز جزا
सूरज सर पे आ पहुँचा
गर्मी है या रोज़-ए-जज़ा
suraj sar pe aa pahuncha
garmi hai ya roz-e-jaza
آ شتابی سیں وگرنہ مجلس عشاق میں
ظلم ہے غم ہے قیامت ہے خرابی اے صنم
आ शिताबी सीं वगर्ना मजलिस-ए-उश्शाक़ में
ज़ुल्म है ग़म है क़यामत है ख़राबी ऐ सनम
aa shitabi sin vagarna majlis-e-ushshaq mein
zulm hai gham hai qayamat hai kharabi ai sanam
حق میں عشاق کے قیامت ہے
کیا کرم کیا عتاب کیا دشنام
हक़ में उश्शाक़ के क़यामत है
क्या करम क्या इताब क्या दुश्नाम
haq mein ushshaq ke qayamat hai
kya karam kya itaab kya dushnam
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message