DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Door

Poetry Collection

Ash'aar

Tehzeeb Hafi
Saari umr isee khwahish mein guzri hai Dastak hogi aur darwaza kholunga...
Adil Mansuri
darwaza band dekh ke mere makan ka jhonka hawa ka khidki ke parde hila gaya...
Adil Mansuri
khidki ne aankhein kholi darwaze ka dil dhadka...
Irfan Siddiqi
jaane kya thaan ke uthta hoon nikalne ke liye jaane kya soch ke darwaze se laut aata hoon...
Mohammad Alvi
darwaze par pahra dene tanhai ka bhoot khada hai...
Saleem Kausar
ajnabi hairan mat hona ki dar khulta nahin jo yahan aabad hain un par bhi ghar khulta nahin...
Saleem Kausar
intezar aur dastakon ke darmiyan katti hai umr itni aasani se to baab-e-hunar khulta nahin...
Aziz Bano Darab Wafa
sunne wale mira qissa tujhe kya lagta hai chor darwaza kahani ka khula lagta hai...
Aziz Bano Darab Wafa
ik wahi khol saka saatwan dar mujh pe magar ek shab bhool gaya pherna jaadu wo bhi...
Explore more on Diwan E Sukhan