Dupatta

Poetry Collection

یہ سیر ہے کہ دوپٹہ اڑا رہی ہے ہوا
چھپاتے ہیں جو وہ سینہ کمر نہیں چھپتی
ये सैर है कि दुपट्टा उड़ा रही है हवा
छुपाते हैं जो वो सीना कमर नहीं छुपती
ye sair hai ki dupaTTa uDa rahi hai hava
chhupate hain jo vo siina kamar nahin chhupti
عاشق کو دیکھتے ہیں دوپٹے کو تان کر
دیتے ہیں ہم کو شربت دیدار چھان کر
आशिक़ को देखते हैं दुपट्टे को तान कर
देते हैं हम को शर्बत-ए-दीदार छान कर
aashiq ko dekhte hain dupaTTe ko taan kar
dete hain ham ko sharbat-e-didar chhan kar
کھینچ لینا وہ مرا پردے کا کونا دفعتاً
اور دوپٹے سے ترا وہ منہ چھپانا یاد ہے
खींच लेना वो मिरा पर्दे का कोना दफ़अ'तन
और दुपट्टे से तेरा वो मुँह छुपाना याद है
khinch lena vo mira parde ka kona dafatan
aur dupaTTe se tira vo munh chhupana yaad hai
یا دوپٹہ نہ لیجیے سر پر
یا دوپٹہ سنبھال کر چلیے
या दुपट्टा न लीजिए सर पर
या दुपट्टा सँभाल कर चलिए
ya dupatta na lijiye sar par
ya dupatta sambhal kar chaliye
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message