Dust

Poetry Collection

ہم جانتے تو عشق نہ کرتے کسو کے ساتھ
لے جاتے دل کو خاک میں اس آرزو کے ساتھ
हम जानते तो इश्क़ न करते किसू के साथ
ले जाते दिल को ख़ाक में इस आरज़ू के साथ
ham jaante to ishq na karte kisu ke saath
le jaate dil ko khaak mein is aarzu ke saath
دل مجھے اس گلی میں لے جا کر
اور بھی خاک میں ملا لایا
दिल मुझे उस गली में ले जा कर
और भी ख़ाक में मिला लाया
dil mujhe us gali mein le ja kar
aur bhi khaak mein mila laaya
منزلیں گرد کے مانند اڑی جاتی ہیں
وہی انداز جہان گزراں ہے کہ جو تھا
मंज़िलें गर्द के मानिंद उड़ी जाती हैं
वही अंदाज़-ए-जहान-ए-गुज़राँ है कि जो था
manzilen gard ke manind uDi jaati hain
vahi andaz-e-jahan-e-guzaran hai ki jo tha
ملاتے ہو اسی کو خاک میں جو دل سے ملتا ہے
مری جاں چاہنے والا بڑی مشکل سے ملتا ہے
मिलाते हो उसी को ख़ाक में जो दिल से मिलता है
मिरी जाँ चाहने वाला बड़ी मुश्किल से मिलता है
milate ho usi ko khaak mein jo dil se milta hai
miri jaan chahne vala baDi mushkil se milta hai
ملے جو وقت تو اے رہرو رہ اکسیر
حقیر خاک سے بھی ساز باز کرتا جا
मिले जो वक़्त तो ऐ रह-रव-ए-रह-ए-इक्सीर
हक़ीर ख़ाक से भी साज़-बाज़ करता जा
mile jo vaqt to ai rah-rav-e-rah-e-iksir
haqir khaak se bhi saaz-baz karta ja
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message