DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Earth

Poetry Collection

Ash'aar

Kaifi Azmi
roz baste hain kai shahr nae roz dharti mein sama jaate hain...
Adil Mansuri
kabhi khaak walon ki baatein bhi sun kabhi aasmanon se neeche utar...
Irfan Siddiqi
tu ik charagh-e-jahan-e-digar hai kya jaane ham is zameen pe kis tarah shab guzarte hain...
Irfan Siddiqi
wagarna tang na thi ishq par khuda ki zameen kaha tha us ne to main apne ghar chala bhi gaya...
Mohammad Alvi
dhoondta hoon main zameen achchhi si ye badan jis mein utara jaye...
Mohammad Alvi
zameen chhodne ka anokha maza kabootar ki oonchi udanon mein tha...
Shakeb Jalali
utar ke naav se bhi kab safar tamam hua zameen pe paanv dhara to zameen chalne lagi...
Yagana Changezi
pahad kaatne wale zameen se haar gaye isi zameen mein dariya samaye hain kya kya...
Yagana Changezi
saqi main dekhta hoon zameen aasman ka farq arsh-e-bareen mein aur tire aastane mein...
Nazeer Akbarabadi
ik dam ki zindagi ke liye mat utha mujhe ai be-khabar main naqsh-e-zameen ki nishast hoon...
Ismail Merathi
tareef us khuda ki jis ne jahan banaya kaisi zameen banayi kya aasman banaya...
Aziz Bano Darab Wafa
zameen mom ki hoti hai mere qadmon mein mira sharik-e-safar aaftab hota hai...
Explore more on Diwan E Sukhan