Effect

Poetry Collection

یہ ہم نے بھی سنا ہے عالم اسباب ہے دنیا
یہاں پھر بھی بہت کچھ بے سبب ہوتا ہی رہتا ہے
ये हम ने भी सुना है आलम-ए-अस्बाब है दुनिया
यहाँ फिर भी बहुत कुछ बे-सबब होता ही रहता है
ye ham ne bhi suna hai aalam-e-asbab hai duniya
yahan phir bhi bahut kuchh be-sabab hota hi rahta hai
وہی ساقی وہی ساغر وہی شیشہ وہی بادہ
مگر لازم نہیں ہر ایک پر یکساں اثر ہونا
वही साक़ी वही साग़र वही शीशा वही बादा
मगर लाज़िम नहीं हर एक पर यकसाँ असर होना
wahi saqi wahi saghar wahi sheesha wahi baada
magar lazim nahin har ek par yaksan asar hona
کمال عشق بھی خالی نہیں تمنا سے
جو ہے اک آہ تو اس کو بھی ہے اثر کی طلب
कमाल-ए-इश्क़ भी ख़ाली नहीं तमन्ना से
जो है इक आह तो उस को भी है असर की तलब
kamal-e-ishq bhi khaali nahin tamanna se
jo hai ik aah to us ko bhi hai asar ki talab
تاثیر ہو کیا خاک جو باتوں میں گھڑت ہو
کچھ بات نکلتی ہے تو بے ساختہ پن میں
तासीर हो क्या ख़ाक जो बातों में घड़त हो
कुछ बात निकलती है तो बे-साख़्ता-पन में
taseer ho kya khaak jo baaton mein ghadat ho
kuchh baat nikalti hai to be-sakhta-pan mein
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message