DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Empty house
Poetry Collection
Ash'aar
Dagh Dehlvi
Darta hun dekh kar dil-e-be-aarzu ko main sunsan ghar ye kyun na ho mehman to gaya...
Nasir Kazmi
akele ghar se puchhti hai be-kasi tira diya jalane vaale kya hue...
Nasir Kazmi
muddat se koi aaya na gaya sunsan paDi hai ghar ki faza in khaali kamron mein nasir ab shama jalaun kis ke liye...
Altaf Hussain Hali
us ke jaate hi ye kya ho gai ghar ki surat na vo divar ki surat hai na dar ki surat...
Ada Jafarey
koi taair idhar nahin aata kaisi taqsir is makan se hui...
Explore more on Diwan E Sukhan