Empty

Poetry Collection

ارے یہ دل اور اتنا خالی
کوئی مصیبت ہی پال رکھیے
अरे ये दिल और इतना ख़ाली
कोई मुसीबत ही पाल रखिए
are ye dil aur itna khaali
koi musibat hi paal rakhiye
لمبی سڑک پہ دور تلک کوئی بھی نہ تھا
پلکیں جھپک رہا تھا دریچہ کھلا ہوا
लम्बी सड़क पे दूर तलक कोई भी न था
पलकें झपक रहा था दरीचा खुला हुआ
lambi sadak pe door talak koi bhi na tha
palkein jhapak raha tha daricha khula hua
اس قدر خالی ہوا بیٹھا ہوں اپنی ذات میں
کوئی جھونکا آئے گا جانے کدھر لے جائے گا
इस क़दर ख़ाली हुआ बैठा हूँ अपनी ज़ात में
कोई झोंका आएगा जाने किधर ले जाएगा
is qadar khaali hua baitha hoon apni zaat mein
koi jhonka aayega jaane kidhar le jayega
میں نے چاہا تھا کہ اشکوں کا تماشا دیکھوں
اور آنکھوں کا خزانہ تھا کہ خالی نکلا
मैं ने चाहा था कि अश्कों का तमाशा देखूँ
और आँखों का ख़ज़ाना था कि ख़ाली निकला
main ne chaha tha ki ashkon ka tamasha dekhoon
aur aankhon ka khazana tha ki khaali nikla
تسلی اب ہوئی کچھ دل کو میرے
تری گلیوں کو سونا دیکھ آیا
तसल्ली अब हुई कुछ दिल को मेरे
तिरी गलियों को सूना देख आया
tasalli ab hui kuchh dil ko mere
tiri galiyon ko soona dekh aaya
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message