Enemy

Poetry Collection

کتنے شیریں ہیں تیرے لب کہ رقیب
گالیاں کھا کے بے مزا نہ ہوا
कितने शीरीं हैं तेरे लब कि रक़ीब
गालियाँ खा के बे-मज़ा न हुआ
kitne shirin hain tere lab ki raqib
galiyan kha ke be-maza na hua
یہ فتنہ آدمی کی خانہ ویرانی کو کیا کم ہے
ہوئے تم دوست جس کے دشمن اس کا آسماں کیوں ہو
ये फ़ित्ना आदमी की ख़ाना-वीरानी को क्या कम है
हुए तुम दोस्त जिस के दुश्मन उस का आसमाँ क्यूँ हो
ye fitna aadmi ki khana-virani ko kya kam hai
hue tum dost jis ke dushman us ka aasman kyun ho
مرا دشمن سنا ہے کل سے بھوکا لڑ رہا ہے
یہ پہلا تیر اس کو ناشتے میں جا لگے گا
मिरा दुश्मन सुना है कल से भूका लड़ रहा है
ये पहला तीर उस को नाश्ते में जा लगेगा
Mera dushman suna hai kal se bhooka lad raha hai
Ye pehla teer us ko nashte mein ja lagega
ہم سے پوچھو نہ دوستی کا صلہ
دشمنوں کا بھی دل ہلا دے گا
हम से पूछो न दोस्ती का सिला
दुश्मनों का भी दिल हिला देगा
Ham se poochho na dosti ka sila
Dushmanon ka bhi dil hila dega
آواز لگائی کبھی تلوار گرائی
آگاہ کیا ہم نے اسے وار سے پہلے
आवाज़ लगाई कभी तलवार गिराई
आगाह किया हम ने उसे वार से पहले
Aawaz lagayi kabhi talwar girayi
Aagah kiya ham ne use waar se pahle
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message