Eternity

Poetry Collection

شبنمی آنکھوں کے جگنو کانپتے ہونٹوں کے پھول
اک لمحہ تھا جو امجدؔ آج تک گزرا نہیں
शबनमी आँखों के जुगनू काँपते होंटों के फूल
इक लम्हा था जो 'अमजद' आज तक गुज़रा नहीं
shabnami aankhon ke jugnu kaanpte honTon ke phuul
ek lamha tha jo amjad aaj tak guzra nahin
کون کہتا ہے کہ موت آئی تو مر جاؤں گا
میں تو دریا ہوں سمندر میں اتر جاؤں گا
कौन कहता है कि मौत आई तो मर जाऊँगा
मैं तो दरिया हूँ समुंदर में उतर जाऊँगा
kaun kahta hai ki maut aayi to mar jaunga
main to dariya hoon samundar mein utar jaunga
یہ چراغ انجمن تو ہیں بس ایک شب کے مہماں
تو جلا وہ شمع اے دل جو بجھے کبھی نہ جل کے
ये चराग़-ए-अंजुमन तो हैं बस एक शब के मेहमाँ
तू जला वो शम्अ' ऐ दिल जो बुझे कभी न जल के
ye charagh-e-anjuman to hain bas ek shab ke mehman
tu jala wo shama ai dil jo bujhe kabhi na jal ke
سرچشمۂ بقا سے ہرگز نہ آب لاؤ
حضرت خضر کہیں سے جا کر شراب لاؤ
सर-चश्मा-ए-बक़ा से हरगिज़ न आब लाओ
हज़रत ख़िज़्र कहीं से जा कर शराब लाओ
sar-chashma-e-baqa se hargiz na aab laao
hazrat khizar kahin se ja kar sharab laao
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message