DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Excuse
Poetry Collection
Ash'aar
Khalilur Rahman Azmi
tum mujhe chaho na chaho lekin itna to karo jhoot hi kah do ki jeene ka bahana mil sake...
Rajinder Manchanda Bani
ajeeb tajraba tha bheed se guzarne ka use bahana mila mujh se baat karne ka...
Yagana Changezi
mujhe ai nakhuda aakhir kisi ko munh dikhana hai bahana kar ke tanha paar utar jaana nahin aata...
Nazeer Akbarabadi
akela us ko na chhoda jo ghar se nikla wo har ik bahane se main us sanam ke saath raha...
Nazeer Akbarabadi
ham haal to kah sakte hain apna pa kahein kya jab wo idhar aate hain to tanha nahin aate...
Explore more on Diwan E Sukhan