Firaq

Poetry Collection

ترا فراقؔ تو اس دن ترا فراق ہوا
جب ان سے پیار کیا میں نے جن سے پیار نہیں
तिरा 'फ़िराक़' तो उस दिन तिरा फ़िराक़ हुआ
जब उन से प्यार किया मैं ने जिन से प्यार नहीं
tira firaq to us din tira firaq hua
jab un se pyaar kiya main ne jin se pyaar nahin
فراقؔ دوڑ گئی روح سی زمانے میں
کہاں کا درد بھرا تھا مرے فسانے میں
'फ़िराक़' दौड़ गई रूह सी ज़माने में
कहाँ का दर्द भरा था मिरे फ़साने में
firaq dauD gai ruuh si zamane mein
kahan ka dard bhara tha mire fasane mein
ترے فراق کی صدیاں ترے وصال کے پل
شمار عمر میں یہ ماہ و سال سے کچھ ہیں
तिरे फ़िराक़ की सदियाँ तिरे विसाल के पल
शुमार-ए-उम्र में ये माह ओ साल से कुछ हैं
tire firaq ki sadiyan tire visal ke pal
shumar-e-umr mein ye maah o saal se kuchh hain
امن تھا پیار تھا محبت تھا
رنگ تھا نور تھا نوا تھا فراق
अम्न था प्यार था मोहब्बत था
रंग था नूर था नवा था फ़िराक़
amn tha pyaar tha mohabbat tha
rang tha nuur tha nava tha firaq
دل کو ترے فراق کی آرزو یاد رہ گئی
دن وہ محبتوں کے بھی مثل رہ سفر گئے
दिल को तिरे फ़िराक़ की आरज़ू याद रह गई
दिन वो मोहब्बतों के भी मिस्ल-ए-रह-ए-सफ़र गए
dil ko tire firaq ki aarzu yaad rah gai
din vo mohabbaton ke bhi misl-e-rah-e-safar gae
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message