Forehead

Poetry Collection

سجدے تڑپ رہے ہیں جبین نیاز میں
سر ہیں کسی کی زلف کا سودا لیے ہوئے
सज्दे तड़प रहे हैं जबीन-ए-नियाज़ में
सर हैं किसी की ज़ुल्फ़ का सौदा लिए हुए
sajde taDap rahe hain jabin-e-niyaz mein
sar hain kisi ki zulf ka sauda liye hue
کیا یہ کم ہے کہ آخری بوسہ
اس جبیں پر رقم کیا گیا ہے
क्या ये कम है कि आख़िरी बोसा
उस जबीं पर रक़म किया गया है
Kya ye kam hai ki aakhiri bosa
Us jabeen par raqam kiya gaya hai
اداس خشک لبوں پر لرز رہا ہوگا
وہ ایک بوسہ جو اب تک مری جبیں پہ نہیں
उदास ख़ुश्क लबों पर लरज़ रहा होगा
वो एक बोसा जो अब तक मिरी जबीं पे नहीं
udaas khushk labon par laraz raha hoga
wo ek bosa jo ab tak miri jabeen pe nahin
عارض پہ تیرے میری محبت کی سرخیاں
میری جبیں پہ تیری وفا کا غرور ہے
आरिज़ पे तेरे मेरी मोहब्बत की सुर्ख़ियाँ
मेरी जबीं पे तेरी वफ़ा का ग़ुरूर है
aariz pe tere meri mohabbat ki surkhiyan
meri jabeen pe teri wafa ka ghurur hai
لاکھ سادہ سہی تیری یہ جبیں کی تحریر
اس سے اکثر مرے افکار کو ملتی ہے زباں
लाख सादा सही तेरी ये जबीं की तहरीर
इस से अक्सर मिरे अफ़्कार को मिलती है ज़बाँ
laakh saada sahi teri ye jabeen ki tahrir
is se aksar mire afkar ko milti hai zaban
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message