Forgetting you

Poetry Collection

تجھے بھول جانا تو ممکن نہیں ہے
مگر بھول جانے کو جی چاہتا ہے
तुझे भूल जाना तो मुमकिन नहीं है
मगर भूल जाने को जी चाहता है
tujhe bhuul jaana to mumkin nahin hai
magar bhuul jaane ko ji chahta hai
تم سے چھوٹ کر بھی تمہیں بھولنا آسان نہ تھا
تم کو ہی یاد کیا تم کو بھلانے کے لیے
तुम से छूट कर भी तुम्हें भूलना आसान न था
तुम को ही याद किया तुम को भुलाने के लिए
tum se chhuT kar bhi tumhein bhulna aasan na tha
tum ko hi yaad kiya tum ko bhulane ke liye
دل کو بھی غم کا سلیقہ نہ تھا پہلے پہلے
اس کو بھی بھولنا اچھا لگا پہلے پہلے
दिल को भी ग़म का सलीक़ा न था पहले पहले
उस को भी भूलना अच्छा लगा पहले पहले
dil ko bhi gham ka saliqa na tha pahle pahle
us ko bhi bhulna achchha laga pahle pahle
میں جس کوشش سے اس کو بھول جانے میں لگا ہوں
زیادہ بھی اگر لگ جائے تو ہفتہ لگے گا
मैं जिस कोशिश से उस को भूल जाने में लगा हूँ
ज़्यादा भी अगर लग जाए तो हफ़्ता लगेगा
Main jis koshish se us ko bhool jaane mein laga hoon
Zyada bhi agar lag jaye to hafta lagega
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message