DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Gathering
Poetry Collection
Ash'aar
Ameer Minai
apni mahfil se abas ham ko uThate hain huzur chupke baiThe hain alag aap ka kya lete hain...
Ahmad Mushtaq
yaar sab jama hue raat ki khamoshi mein koi ro kar to koi baal bana kar aaya...
Shariq Kaifi
kahan socha tha main ne bazm-arai se pahle ye meri aakhiri mahfil hai tanhai se pahle...
Shariq Kaifi
ruka mahfil mein itni der tak main ujalon ka budhapa dekh aaya...
Nazeer Akbarabadi
kuchh ham ko imtiyaz nahin saaf o durd ka ai saqiyan-e-bazm bayarid harche hast...
Ismail Merathi
aghyar kyun dakhil hain bazm-e-suroor mein maana ki yaar kam hain par itne to kam nahin...
Ismail Merathi
hai is anjuman mein yaksan adam o wajood mera ki jo main yahan na hota yahi karobar hota...
Aziz Bano Darab Wafa
charagh ban ke jali thi main jis ki mahfil mein use rula to gaya kam se kam dhuan mera...
Explore more on Diwan E Sukhan