DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Glass

Poetry Collection

Ash'aar

Josh Malihabadi
is dil mein tire husn ki vo jalvagari hai jo dekhe hai kahta hai ki shishe mein pari hai...
Rahat Indori
din Dhal gaya to raat guzarne ki aas mein suraj naddi mein Duub gaya ham gilas mein...
Shad Azimabadi
nazuk tha bahut kuchh dil mera ai shad tahammul ho na saka ik thes lagi thi yun hi si kya jald ye sheesha toot gaya...
Nazeer Akbarabadi
mai bhi hai meena bhi hai saghar bhi hai saqi nahin dil mein aata hai laga dein aag mai-khane ko ham...
Nazeer Akbarabadi
badi ehtiyat talab hai ye jo sharab sagar dil mein hai jo chhalak gayi to chhalak gayi jo bhari rahi to bhari rahi...
Nazeer Akbarabadi
qismat mein gar hamari ye mai hai to saqiya be-ikhtiyar aap se sheesha karega jast...
Nazeer Akbarabadi
tode hain bahut sheesha-e-dil jis ne 'nazeer' aah phir charkh wahi gumbad-e-meenai hai kam-bakht...
Explore more on Diwan E Sukhan