Heartbreak reality

Poetry Collection

اب تک دل خوش فہم کو تجھ سے ہیں امیدیں
یہ آخری شمعیں بھی بجھانے کے لیے آ
अब तक दिल-ए-ख़ुश-फ़हम को तुझ से हैं उमीदें
ये आख़िरी शम्एं भी बुझाने के लिए आ
ab tak dil-e-khush-fahm ko tujh se hain umiden
ye aakhiri shamen bhi bujhane ke liye aa
وہ اپنے زعم میں تھا بے خبر رہا مجھ سے
اسے خبر ہی نہیں میں نہیں رہا اس کا
वो अपने ज़ो'अम में था बे-ख़बर रहा मुझ से
उसे ख़बर ही नहीं मैं नहीं रहा उस का
vo apne zoam mein tha be-khabar raha mujh se
use khabar hi nahin main nahin raha us ka
آپ کی کون سی بڑھی عزت
میں اگر بزم میں ذلیل ہوا
आप की कौन सी बढ़ी इज़्ज़त
मैं अगर बज़्म में ज़लील हुआ
aap ki kaun si baDhi izzat
main agar bazm mein zalil hua
ہم بھی کیا زندگی گزار گئے
دل کی بازی لگا کے ہار گئے
हम भी क्या ज़िंदगी गुज़ार गए
दिल की बाज़ी लगा के हार गए
ham bhi kya zindagi guzar gae
dil ki baazi laga ke haar gae
بھول شاید بہت بڑی کر لی
دل نے دنیا سے دوستی کر لی
भूल शायद बहुत बड़ी कर ली
दिल ने दुनिया से दोस्ती कर ली
bhuul shayad bahut baDi kar li
dil ne duniya se dosti kar li
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message