Helpless love

Poetry Collection

اپنے سبھی گلے بجا پر ہے یہی کہ دلربا
میرا ترا معاملہ عشق کے بس کا تھا نہیں
अपने सभी गिले बजा पर है यही कि दिलरुबा
मेरा तिरा मोआमला इश्क़ के बस का था नहीं
apne sabhi gile baja par hai yahi ki dilruba
mera tira moamla ishq ke bas ka tha nahin
ٹھانی تھی دل میں اب نہ ملیں گے کسی سے ہم
پر کیا کریں کہ ہو گئے ناچار جی سے ہم
ठानी थी दिल में अब न मिलेंगे किसी से हम
पर क्या करें कि हो गए नाचार जी से हम
Thaani thi dil mein ab na milenge kisi se ham
par kya karen ki ho gae na-chaar ji se ham
چارۂ دل سوائے صبر نہیں
سو تمہارے سوا نہیں ہوتا
चारा-ए-दिल सिवाए सब्र नहीं
सो तुम्हारे सिवा नहीं होता
chaara-e-dil sivae sabr nahin
so tumhaare siva nahin hota
ہائے رے مجبوریاں محرومیاں ناکامیاں
عشق آخر عشق ہے تم کیا کرو ہم کیا کریں
हाए रे मजबूरियाँ महरूमियाँ नाकामियाँ
इश्क़ आख़िर इश्क़ है तुम क्या करो हम क्या करें
haae re majburiyan mahrumiyan nakamiyan
ishq aakhir ishq hai tum kya karo ham kya karen
جرم امید کی سزا ہی دے
میرے حق میں بھی کچھ سنا ہی دے
जुर्म-ए-उम्मीद की सज़ा ही दे
मेरे हक़ में भी कुछ सुना ही दे
jurm-e-ummid ki saza hi de
mere haq mein bhi kuchh suna hi de
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message