Hidden

Poetry Collection

وہی آنکھوں میں اور آنکھوں سے پوشیدہ بھی رہتا ہے
مری یادوں میں اک بھولا ہوا چہرہ بھی رہتا ہے
वही आँखों में और आँखों से पोशीदा भी रहता है
मिरी यादों में इक भूला हुआ चेहरा भी रहता है
wahi aankhon mein aur aankhon se poshida bhi rahta hai
miri yaadon mein ik bhoola hua chehra bhi rahta hai
کوئی اس دل کا حال کیا جانے
ایک خواہش ہزار تہہ خانے
कोई इस दिल का हाल क्या जाने
एक ख़्वाहिश हज़ार तह-ख़ाने
koi is dil ka haal kya jaane
ek khwahish hazar tah-khane
جو سن کے پیٹھ تھپکتے وہ یار خواب ہوئے
گناہ صرف چھپانے کے رہ گئے میرے
जो सुन के पीठ थपकते वो यार ख़्वाब हुए
गुनाह सिर्फ़ छुपाने के रह गए मेरे
jo sun ke peeth thapakte wo yaar khwab hue
gunah sirf chhupane ke rah gaye mere
حسن ذاتی بھی چھپائے سے کہیں چھپتا ہے
سات پردوں سے عیاں شاہد معنی ہوگا
हुस्न-ए-ज़ाती भी छुपाए से कहीं छुपता है
सात पर्दों से अयाँ शाहिद-ए-मा'नी होगा
husn-e-zaati bhi chhupaye se kahin chhupta hai
saat pardon se ayaan shahid-e-maani hoga
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message