DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Hijab
Poetry Collection
Ash'aar
Ahmad Faraz
tu khuda hai na mira ishq farishton jaisa donon insan hain to kyun itne hijabon mein milen...
Faiz Ahmad Faiz
ada-e-husn ki masumiyat ko kam kar de gunahgar-e-nazar ko hijab aata hai...
Allama Iqbal
ishq bhi ho hijab mein husn bhi ho hijab mein ya to khud aashkar ho ya mujhe aashkar kar...
Jigar Moradabadi
itne hijabon par to ye aalam hai husn ka kya haal ho jo dekh len parda uTha ke ham...
Explore more on Diwan E Sukhan