Holding heart

Poetry Collection

ہمارے آگے ترا جب کسو نے نام لیا
دل ستم زدہ کو ہم نے تھام تھام لیا
हमारे आगे तिरा जब किसू ने नाम लिया
दिल-ए-सितम-ज़दा को हम ने थाम थाम लिया
hamare aage tira jab kisu ne naam liya
dil-e-sitam-zada ko ham ne thaam thaam liya
رہ گئے لاکھوں کلیجہ تھام کر
آنکھ جس جانب تمہاری اٹھ گئی
रह गए लाखों कलेजा थाम कर
आँख जिस जानिब तुम्हारी उठ गई
rah gae lakhon kaleja thaam kar
aankh jis jaanib tumhaari uTh gai
ہاتھ رکھ کر میرے سینے پہ جگر تھام لیا
تم نے اس وقت تو گرتا ہوا گھر تھام لیا
हाथ रख कर मेरे सीने पे जिगर थाम लिया
तुम ने इस वक़्त तो गिरता हुआ घर थाम लिया
haath rakh kar mere siine pe jigar thaam liya
tum ne is vaqt to girta hua ghar thaam liya
کبھی ایسا بھی ہووے ہے روتے روتے
جگر تھام کر مسکرانا پڑے ہے
कभी ऐसा भी होवे है रोते रोते
जिगर थाम कर मुस्कुराना पड़े है
kabhi aisa bhi hove hai rote rote
jigar thaam kar muskurana paDe hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message