Home

Poetry Collection

شام کو تیرا ہنس کر ملنا
دن بھر کی اجرت ہوتی ہے
शाम को तेरा हँस कर मिलना
दिन भर की उजरत होती है
Shaam ko tera hans kar milna
Din bhar ki ujrat hoti hai
اکیلے گھر میں بھری دوپہر کا سناٹا
وہی سکون وہی عمر بھر کا سناٹا
अकेले घर में भरी दोपहर का सन्नाटा
वही सुकून वही उम्र भर का सन्नाटा
Akele ghar mein bhari dopahar ka sannata
Vahi sukoon vahi umr bhar ka sannata
اپنے سامان کو باندھے ہوئے اس سوچ میں ہوں
جو کہیں کے نہیں رہتے وہ کہاں جاتے ہیں
अपने सामान को बाँधे हुए इस सोच में हूँ
जो कहीं के नहीं रहते वो कहाँ जाते हैं
Apne saamaan ko baandhe hue is soch mein hoon
Jo kahin ke nahin rahte wo kahan jaate hain
گھر کے دیوار و در پہ شام ہی سے
نظم لکھتا ہوا ہے سناٹا
घर के दीवार-ओ-दर पे शाम ही से
नज़्म लिखता हुआ है सन्नाटा
Ghar ke deewar-o-dar pe shaam hi se
Nazm likhta hua hai sannata
کیوں چلتے چلتے رک گئے ویران راستو
تنہا ہوں آج میں ذرا گھر تک تو ساتھ دو
क्यूँ चलते चलते रुक गए वीरान रास्तो
तन्हा हूँ आज मैं ज़रा घर तक तो साथ दो
kyun chalte chalte ruk gaye veeran raasto
tanha hoon aaj main zara ghar tak to saath do
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message