Honesty

Poetry Collection

جو حرف حق کی حمایت میں ہو وہ گمنامی
ہزار وضع کے نام و نشاں سے اچھی ہے
जो हर्फ़-ए-हक़ की हिमायत में हो वो गुम-नामी
हज़ार वज़्अ' के नाम-ओ-निशाँ से अच्छी है
jo harf-e-haq ki himayat mein ho vo gum-nami
hazar vaza ke naam-o-nishan se achchhi hai
بات سے بات کی گہرائی چلی جاتی ہے
جھوٹ آ جائے تو سچائی چلی جاتی ہے
बात से बात की गहराई चली जाती है
झूठ आ जाए तो सच्चाई चली जाती है
Baat se baat ki gahrai chali jaati hai
Jhooth aa jaye to sachchai chali jaati hai
جنت ملی جھوٹوں کو اگر جھوٹ کے بدلے
سچوں کو سزا میں ہے جہنم بھی گوارا
जन्नत मिली झूठों को अगर झूठ के बदले
सच्चों को सज़ा में है जहन्नम भी गवारा
jannat mili jhooton ko agar jhoot ke badle
sachchon ko saza mein hai jahannam bhi gawara
رات کو رات ہی اس بار کہا ہے ہم نے
ہم نے اس بار بھی توہین عدالت نہیں کی
रात को रात ही इस बार कहा है हम ने
हम ने इस बार भी तौहीन-ए-अदालत नहीं की
raat ko raat hi is baar kaha hai ham ne
ham ne is baar bhi tauheen-e-adalat nahin ki
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message