House

Poetry Collection

بھول جاؤ گے کہ رہتے تھے یہاں دوسرے لوگ
کل پھر آباد کریں گے یہ مکاں دوسرے لوگ
भूल जाओगे कि रहते थे यहाँ दूसरे लोग
कल फिर आबाद करेंगे ये मकाँ दूसरे लोग
bhool jaoge ki rahte the yahan doosre log
kal phir aabad karenge ye makan doosre log
جلتے دیوں میں جلتے گھروں جیسی ضو کہاں
سرکار روشنی کا مزا ہم سے پوچھیے
जलते दीयों में जलते घरों जैसी ज़ौ कहाँ
सरकार रौशनी का मज़ा हम से पूछिए
jalte diyon mein jalte gharon jaisi zau kahan
sarkar raushni ka maza ham se poochhiye
میں جانتا ہوں مکینوں کی خامشی کا سبب
مکاں سے پہلے در و بام سے ملا ہوں میں
मैं जानता हूँ मकीनों की ख़ामुशी का सबब
मकाँ से पहले दर-ओ-बाम से मिला हूँ मैं
main jaanta hoon makeenon ki khamushi ka sabab
makan se pahle dar-o-baam se mila hoon main
ہر اک مکاں میں گزرگاہ خواب ہے لیکن
اگر نہیں تو نہیں عشق کے جناب میں خواب
हर इक मकाँ में गुज़रगाह-ए-ख़्वाब है लेकिन
अगर नहीं तो नहीं इश्क़ के जनाब में ख़्वाब
har ik makan mein guzargah-e-khwab hai lekin
agar nahin to nahin ishq ke janab mein khwab
وہ کوٹھے کا مکاں وہ کالی آندھی وہ صنم گل رو
عجب رنگوں کی ٹھہری آ کے ہیرا پھیر آندھی میں
वो कोठे का मकाँ वो काली आँधी वो सनम गुल-रू
अजब रंगों की ठहरी आ के हेरा-फेर आँधी में
wo kothe ka makan wo kaali aandhi wo sanam gul-roo
ajab rangon ki thahri aa ke hera-pher aandhi mein
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message