Illusion of life

Poetry Collection

بازیچۂ اطفال ہے دنیا مرے آگے
ہوتا ہے شب و روز تماشا مرے آگے
बाज़ीचा-ए-अत्फ़ाल है दुनिया मिरे आगे
होता है शब-ओ-रोज़ तमाशा मिरे आगे
bazicha-e-atfal hai duniya mire aage
hota hai shab-o-roz tamasha mire aage
یہ زندگی جسے ڈھونڈا تھا آسمانوں میں
ہوا کے ہاتھ پہ لکھی ہوئی عبارت تھی
ये ज़िंदगी जिसे ढूँडा था आसमानों में
हवा के हाथ पे लिक्खी हुई इबारत थी
ye zindagi jise DhunDa tha aasmanon mein
hava ke haath pe likkhi hui ibarat thi
کیفیت ہی کوئی پانی نے بدل لی ہو کہیں
ہم جسے دشت سمجھتے ہیں وہ دریا ہی نہ ہو
कैफ़ियत ही कोई पानी ने बदल ली हो कहीं
हम जिसे दश्त समझते हैं वो दरिया ही न हो
kaifiyat hi koi paani ne badal li ho kahin
ham jise dasht samajhte hain vo dariya hi na ho
اے مرے اطہر! تماشائے جہاں کچھ بھی نہیں
اپنی آنکھوں کی ہے بس یہ خود نمائی، نفسیات
ऐ मिरे अतहर! तमाशा-ए-जहां कुछ भी नहीं
अपनी आँखों की है बस ये ख़ुद-नुमाई, नफ़्सियात
Ae mere Athar! Tamasha-e-jahan kuch bhi nahin
Apni aankhon ki hai bas ye khud-numai, nafsiyat
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message