Introvert poetry

Poetry Collection

گھر سے ہم گھر تلک گئے ہوں گے
اپنے ہی آپ تک گئے ہوں گے
घर से हम घर तलक गए होंगे
अपने ही आप तक गए होंगे
ghar se ham ghar talak gae honge
apne hi aap tak gae honge
عبث ان شہریوں میں وقت اپنا ہم کیے ضائع
کسی مجنوں کی صحبت بیٹھ دیوانے ہوئے ہوتے
अबस इन शहरियों में वक़्त अपना हम किए ज़ाए
किसी मजनूँ की सोहबत बैठ दीवाने हुए होते
abas in shahriyon mein vaqt apna ham kiye zaae
kisi majnun ki sohbat baiTh divane hue hote
شام ہوتے ہی کھلی سڑکوں کی یاد آتی ہے
سوچتا روز ہوں میں گھر سے نہیں نکلوں گا
शाम होते ही खुली सड़कों की याद आती है
सोचता रोज़ हूँ मैं घर से नहीं निकलूँगा
shaam hote hi khuli saDkon ki yaad aati hai
sochta roz hun main ghar se nahin niklunga
خلق میں ہیں پر جدا سب خلق سے رہتے ہیں ہم
تال کی گنتی سے باہر جس طرح روپک میں سم
ख़ल्क़ में हैं पर जुदा सब ख़ल्क़ से रहते हैं हम
ताल की गिनती से बाहर जिस तरह रूपक में सम
khalq mein hain par juda sab khalq se rahte hain ham
taal ki ginti se baahar jis tarah rupak mein sam
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message