DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Kashti

Poetry Collection

Ash'aar

Hasrat Mohani
us na-khuda ke zulm o sitam haae kya karun kashti miri Duboi hai sahil ke aas-paas...
Qateel Shifai
achchha yaqin nahin hai to kashti Duba ke dekh ik tu hi nakhuda nahin zalim khuda bhi hai...
Ameer Minai
kashtiyan sab ki kinare pe pahunch jaati hain nakhuda jin ka nahin un ka khuda hota hai...
Abdul Hamid Adam
kashti chala raha hai magar kis ada ke saath ham bhi na doob jaayen kahin na-khuda ke saath...
Explore more on Diwan E Sukhan