Knowledge

Poetry Collection

علم میں بھی سرور ہے لیکن
یہ وہ جنت ہے جس میں حور نہیں
इल्म में भी सुरूर है लेकिन
ये वो जन्नत है जिस में हूर नहीं
ilm mein bhi surur hai lekin
ye vo jannat hai jis mein huur nahin
حد سے بڑھے جو علم تو ہے جہل دوستو
سب کچھ جو جانتے ہیں وہ کچھ جانتے نہیں
हद से बढ़े जो इल्म तो है जहल दोस्तो
सब कुछ जो जानते हैं वो कुछ जानते नहीं
had se badhe jo ilm to hai jahl dosto
sab kuchh jo jaante hain wo kuchh jaante nahin
دنیا پہ اپنے علم کی پرچھائیاں نہ ڈال
اے روشنی فروش اندھیرا نہ کر ابھی
दुनिया पे अपने इल्म की परछाइयाँ न डाल
ऐ रौशनी-फ़रोश अँधेरा न कर अभी
duniya pe apne ilm ki parchhaiyan na daal
ai raushni-farosh andhera na kar abhi
علم کیا علم کی حقیقت کیا
جیسی جس کے گمان میں آئی
इल्म क्या इल्म की हक़ीक़त क्या
जैसी जिस के गुमान में आई
ilm kya ilm ki haqeeqat kya
jaisi jis ke guman mein aayi
زمانہ خدا کو خدا جانتا ہے
یہی جانتا ہے تو کیا جانتا ہے
ज़माना ख़ुदा को ख़ुदा जानता है
यही जानता है तो क्या जानता है
zamana khuda ko khuda jaanta hai
yahi jaanta hai to kya jaanta hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message