Kufr

Poetry Collection

ایماں مجھے روکے ہے جو کھینچے ہے مجھے کفر
کعبہ مرے پیچھے ہے کلیسا مرے آگے
ईमाँ मुझे रोके है जो खींचे है मुझे कुफ़्र
काबा मिरे पीछे है कलीसा मिरे आगे
iman mujhe roke hai jo khinche hai mujhe kufr
kaaba mire pichhe hai kalisa mire aage
بتوں سے تجھ کو امیدیں خدا سے نومیدی
مجھے بتا تو سہی اور کافری کیا ہے
बुतों से तुझ को उमीदें ख़ुदा से नौमीदी
मुझे बता तो सही और काफ़िरी क्या है
buton se tujh ko umiden khuda se naumidi
mujhe bata to sahi aur kafiri kya hai
کہتے ہیں تری زلف کوں دیکھ اہل شریعت
قربان ہے اس کفر پر ایمان ہمارا
कहते हैं तिरी ज़ुल्फ़ कूँ देख अहल-ए-शरीअत
क़ुर्बान है इस कुफ़्र पर ईमान हमारा
kahte hain tiri zulf kun dekh ahl-e-shariat
qurban hai is kufr par iman hamara
کفر و ایماں دو ندی ہیں عشق کیں
آخرش دونوں کا سنگم ہووے گا
कुफ़्र-ओ-ईमाँ दो नदी हैं इश्क़ कीं
आख़िरश दोनो का संगम होवेगा
kufr-o-iman do nadi hain ishq kiin
aakhirash dono ka sangam hovega
زبان ہوش سے یہ کفر سرزد ہو نہیں سکتا
میں کیسے بن پیے لے لوں خدا کا نام اے ساقی
ज़बान-ए-होश से ये कुफ़्र सरज़द हो नहीं सकता
मैं कैसे बिन पिये ले लूँ ख़ुदा का नाम ऐ साक़ी
zaban-e-hosh se ye kufr sarzad ho nahin sakta
main kaise bin piye le loon khuda ka naam ai saqi
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message