Memory

Poetry Collection

دل کی نازک رگیں ٹوٹتی ہیں
یاد اتنا بھی کوئی نہ آئے
दिल की नाज़ुक रगें टूटती हैं
याद इतना भी कोई न आए
dil ki naazuk ragen TuuTti hain
yaad itna bhi koi na aae
یہ الگ بات ہے ساقی کہ مجھے ہوش نہیں
ہوش اتنا ہے کہ میں تجھ سے فراموش نہیں
ये अलग बात है साक़ी कि मुझे होश नहीं
होश इतना है कि मैं तुझ से फ़रामोश नहीं
ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin
hosh itna hai ki main tujh se faramosh nahin
بھول گئی وہ شکل بھی آخر
کب تک یاد کوئی رہتا ہے
भूल गई वो शक्ल भी आख़िर
कब तक याद कोई रहता है
bhool gayi wo shakl bhi aakhir
kab tak yaad koi rahta hai
اک سفینہ ہے تری یاد اگر
اک سمندر ہے مری تنہائی
इक सफ़ीना है तिरी याद अगर
इक समुंदर है मिरी तन्हाई
ik safeena hai tiri yaad agar
ik samundar hai miri tanhai
تو نے یوں دیکھا ہے جیسے کبھی دیکھا ہی نہ تھا
میں تو دل میں ترے قدموں کے نشاں تک دیکھوں
तू ने यूँ देखा है जैसे कभी देखा ही न था
मैं तो दिल में तिरे क़दमों के निशाँ तक देखूँ
tu ne yun dekha hai jaise kabhi dekha hi na tha
main to dil mein tire qadmon ke nishan tak dekhoon
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message