DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Moment

Poetry Collection

Ash'aar

Amjad Islam Amjad
shabnami aankhon ke jugnu kaanpte honTon ke phuul ek lamha tha jo amjad aaj tak guzra nahin...
Adil Mansuri
hudud-e-waqt se baahar ajab hisar mein hoon main ek lamha hoon sadiyon ke intezar mein hoon...
Khalilur Rahman Azmi
hamein na jaano faqat doobta hua lamha hamein yaqeen hai ki ham hi nishan-e-farda hain...
Saleem Kausar
bahut dinon mein kahin hijr-e-mah-o-saal ke baad ruka hua hai zamana tire visal ke baad...
Saleem Kausar
ab jo lahar hai pal bhar baad nahin hogi yaani ik dariya mein doosri baar utra nahin ja sakta...
Saqi Faruqi
abhi nazar mein thahar dhyan se utar ke na ja is ek aan mein sab kuchh tabah kar ke na ja...
Shariq Kaifi
rakhein kyunkar hisab ek ek pal ka bala se roz kam hote hue ham...
Nazeer Akbarabadi
ik dam ki zindagi ke liye mat utha mujhe ai be-khabar main naqsh-e-zameen ki nishast hoon...
Aziz Bano Darab Wafa
zindagi bhar main khuli chhat pe khadi bheega ki sirf ik lamha barasta raha sawan ban ke...
Aziz Bano Darab Wafa
main kisi janm ki yaadon pe pada parda hoon koi ik lamhe ko ik dam se uthata hai mujhe...
Explore more on Diwan E Sukhan