DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Naseh
Poetry Collection
Ash'aar
Shakeel Badayuni
main bataun farq naseh jo hai mujh mein aur tujh mein miri zindagi talatum tiri zindagi kinara...
Ameer Minai
baaten naseh ki sunin yaar ke nazzare kiye aankhen jannat mein rahin kaan jahannam mein rahe...
Abdul Hamid Adam
kis ko samjhane lage aap janab-e-naseh main to nadan hoon magar aap to nadan nahin...
Khumar Barabankavi
mohabbat ko samajhna hai to naseh khud mohabbat kar kinare se kabhi andaza-e-toofan nahin hota...
Khumar Barabankavi
ik guzarish hai hazrat-e-naseh aap ab aur koi kaam karein...
Explore more on Diwan E Sukhan