DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Paper

Poetry Collection

Ash'aar

Ahmad Mushtaq
dil bhar aaya kaghaz-e-khaali ki soorat dekh kar jin ko likhna tha wo sab baatein zabani ho gayin...
Nazeer Akbarabadi
mazmoon-e-sard-mehri-e-jaanan raqam karun gar haath aaye kaghaz-e-kashmir ka waraq...
Aziz Bano Darab Wafa
main shakh-e-sabz hoon mujh ko utaar kaghaz par miri tamam bahaaron ko be-khizan kar de...
Explore more on Diwan E Sukhan