Paradox

Poetry Collection

برسات آ گئی تو درکنے لگی زمین
سوکھا مچا رہی ہے یہ بارش تو دیکھیے
बरसात आ गई तो दरकने लगी ज़मीन
सूखा मचा रही है ये बारिश तो देखिए
barsaat aa gai to darakne lagi zamin
suukha macha rahi hai ye barish to dekhiye
پا کر بھی تو نیند اڑ گئی تھی
کھو کر بھی تو رتجگے ملے ہیں
पा कर भी तो नींद उड़ गई थी
खो कर भी तो रत-जगे मिले हैं
paa kar bhi to neend ud gayi thi
kho kar bhi to rat-jage mile hain
ہر لمحہ اگر گریز پا ہے
تو کیوں مرے دل میں بس گیا ہے
हर लम्हा अगर गुरेज़-पा है
तू क्यूँ मिरे दिल में बस गया है
har lamha agar gurez-pa hai
tu kyun mire dil mein bas gaya hai
دم اندھیرے میں گھٹ رہا ہے خمار
اور چاروں طرف اجالا ہے
दम अँधेरे में घुट रहा है 'ख़ुमार'
और चारों तरफ़ उजाला है
dam andhere mein ghut raha hai 'khumar'
aur charon taraf ujala hai
قربتیں ہوتے ہوئے بھی فاصلوں میں قید ہیں
کتنی آزادی سے ہم اپنی حدوں میں قید ہیں
क़ुर्बतें होते हुए भी फ़ासलों में क़ैद हैं
कितनी आज़ादी से हम अपनी हदों में क़ैद हैं
qurbatein hote hue bhi faslon mein qaid hain
kitni aazadi se ham apni hadon mein qaid hain
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message