Passion

Poetry Collection

پال لے اک روگ ناداں زندگی کے واسطے
صرف صحت کے سہارے عمر تو کٹتی نہیں
पाल ले इक रोग नादाँ ज़िंदगी के वास्ते
सिर्फ़ सेहत के सहारे उम्र तो कटती नहीं
paal le ik rog nadan zindagi ke vaste
sirf sehhat ke sahaare umr to kaTti nahin
کسے طاقت ہے شرح شوق اس مجلس میں کرنے کی
اٹھا دینے کے ڈر سے سانس واں لیتے ہیں رہ رہ کے
किसे ताक़त है शरह-ए-शौक़ उस मजलیس में करने की
उठा देने के डर से साँस वाँ लेते हैं रह-रह के
kise taqat hai sharh-e-shauq us majlis mein karne ki
uTha dene ke Dar se saans vaan lete hain rah rah ke
بے چین بہت پھرنا گھبرائے ہوئے رہنا
اک آگ سی جذبوں کی دہکائے ہوئے رہنا
बेचैन बहुत फिरना घबराए हुए रहना
इक आग सी जज़्बों की दहकाए हुए रहना
bechain bahut phirna ghabrae hue rahna
ik aag si jazbon ki dahkae hue rahna
میں چاہتا ہوں محبت مجھے فنا کر دے
فنا بھی ایسا کہ جس کی کوئی مثال نہ ہو
मैं चाहता हूँ मोहब्बत मुझे फ़ना कर दे
फ़ना भी ऐसा कि जिस की कोई मिसाल न हो
Main chahta hoon mohabbat mujhe fanaa kar de
Fanaa bhi aisa ki jis ki koi misaal na ho
اپنی تائید پہ خود عقل بھی حیران ہوئی
دل نے ایسے مرے خوابوں کی حمایت کی ہے
अपनी ताईद पे ख़ुद अक़्ल भी हैरान हुई
दिल ने ऐसे मिरे ख़्वाबों की हिमायत की है
Apni taid pe khud aql bhi hairan hui
Dil ne aise mire khwabon ki himayat ki hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message