Philosophical urdu

Poetry Collection

روز بڑھتا ہوں جہاں سے آگے
پھر وہیں لوٹ کے آ جاتا ہوں
रोज़ बढ़ता हूँ जहाँ से आगे
फिर वहीं लौट के आ जाता हूँ
roz baDhta hun jahan se aage
phir vahin lauT ke aa jaata hun
جانور آدمی فرشتہ خدا
آدمی کی ہیں سیکڑوں قسمیں
जानवर आदमी फ़रिश्ता ख़ुदा
आदमी की हैं सैकड़ों क़िस्में
jaanvar aadmi farishta khuda
aadmi ki hain saikaDon qismein
باغ جہاں کے گل ہیں یا خار ہیں تو ہم ہیں
گر یار ہیں تو ہم ہیں اغیار ہیں تو ہم ہیں
बाग़-ए-जहाँ के गुल हैं या ख़ार हैं तो हम हैं
गर यार हैं तो हम हैं अग़्यार हैं तो हम हैं
baagh-e-jahan ke gul hain ya khaar hain to ham hain
gar yaar hain to ham hain aghyar hain to ham hain
مت جا تر و تازگی پہ اس کی
عالم تو خیال کا چمن ہے
मत जा तर-ओ-ताज़गी पे उस की
आलम तो ख़याल का चमन है
mat ja tar-o-tazgi pe us ki
aalam to khayal ka chaman hai
بے ثباتی زمانے کی ناچار
کرنی مجھ کو بیان پڑتی ہے
बे-सबाती ज़माने की ना-चार
करनी मुझ को बयान पड़ती है
be-sabati zamane ki na-chaar
karni mujh ko bayan paDti hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message