Piety

Poetry Collection

دکھاؤں گا تجھے زاہد اس آفت دیں کو
خلل دماغ میں تیرے ہے پارسائی کا
दिखाऊँगा तुझे ज़ाहिद उस आफ़त-ए-दीं को
ख़लल दिमाग़ में तेरे है पारसाई का
dikhaunga tuje zahid us aafat-e-diin ko
khalal dimagh mein tere hai parsai ka
نوجوانی میں پارسا ہونا
کیسا کار زبوں ہے پیارے
नौजवानी में पारसा होना
कैसा कार-ए-ज़बूँ है प्यारे
naujawani mein parsa hona
kaisa kar-e-zaboon hai pyare
حوروں کی طلب اور مے و ساغر سے ہے نفرت
زاہد ترے عرفان سے کچھ بھول ہوئی ہے
हूरों की तलब और मय ओ साग़र से है नफ़रत
ज़ाहिद तिरे इरफ़ान से कुछ भूल हुई है
hooron ki talab aur mai o saghar se hai nafrat
zahid tire irfan se kuchh bhool hui hai
اٹھا حجاب تو بس دین و دل دیے ہی بنی
جناب شیخ کو دعویٰ تھا پارسائی کا
उठा हिजाब तो बस दीन-ओ-दिल दिए ही बनी
जनाब-ए-शैख़ को दा'वा था पारसाई का
utha hijab to bas deen-o-dil diye hi bani
janab-e-shaikh ko daawa tha parsai ka
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message