DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Presence

Poetry Collection

Ash'aar

Josh Malihabadi
koi aaya tiri jhalak dekhi koi bola suni tiri aavaz...
Abdul Hamid Adam
wo haseen baitha tha jab mere qareeb lazzat-e-hamsaegi thi main na tha...
Ahmad Mushtaq
tu agar paas nahin hai kahin maujud to hai tere hone se bade kaam hamare nikle...
Khalilur Rahman Azmi
yun jee bahal gaya hai tiri yaad se magar tera khayal tere barabar na ho saka...
Khalilur Rahman Azmi
ye tamanna nahin ab daad-e-hunar de koi aa ke mujh ko mire hone ki khabar de koi...
Nazeer Akbarabadi
har ik makan mein guzargah-e-khwab hai lekin agar nahin to nahin ishq ke janab mein khwab...
Aziz Bano Darab Wafa
ek muddat se khayalon mein basa hai jo shakhs ghaur karte hain to us ka koi chehra bhi nahin...
Explore more on Diwan E Sukhan