Promise

Poetry Collection

وہ چاند کہہ کے گیا تھا کہ آج نکلے گا
تو انتظار میں بیٹھا ہوا ہوں شام سے میں
वो चाँद कह के गया था कि आज निकलेगा
तो इंतिज़ार में बैठा हुआ हूँ शाम से मैं
vo chaand kah ke gaya tha ki aaj niklega
to intizar mein baiTha hua hun shaam se main
عدم بہت ہی اگر روٹھنے لگی امید
کسی کے وعدے پہ پھر اعتبار کر لوں گا
'अदम' बहुत ही अगर रूठने लगी उम्मीद
किसी के वा'दे पे फिर ए'तिबार कर लूँगा
adam bahut hi agar roothne lagi ummid
kisi ke waade pe phir etibar kar loonga
ایک وعدہ ہے کسی کا جو وفا ہوتا نہیں
ورنہ ان تاروں بھری راتوں میں کیا ہوتا نہیں
एक वा'दा है किसी का जो वफ़ा होता नहीं
वर्ना इन तारों भरी रातों में क्या होता नहीं
ek waada hai kisi ka jo wafa hota nahin
warna in taron bhari raaton mein kya hota nahin
منزلوں پر ہم ملیں یہ طے ہوا
واپسی میں ساتھ پکا کر لیا
मंज़िलों पर हम मिलें ये तय हुआ
वापसी में साथ पक्का कर लिया
manzilon par ham milein ye tai hua
wapsi mein saath pakka kar liya
تو جو کل آنے کو کہتا ہے نظیر
تجھ کو معلوم ہے کل کیا ہوگا
तू जो कल आने को कहता है 'नज़ीर'
तुझ को मा'लूम है कल क्या होगा
tu jo kal aane ko kahta hai 'nazeer'
tujh ko maaloom hai kal kya hoga
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message