Promises

Poetry Collection

ترے وعدے پر جیے ہم تو یہ جان جھوٹ جانا
کہ خوشی سے مر نہ جاتے اگر اعتبار ہوتا
तेरे वादे पर जिये हम तो ये जान झूट जाना
कि ख़ुशी से मर न जाते अगर ए'तिबार होता
tire vaade par jiye ham to ye jaan jhuT jaana
ki khushi se mar na jaate agar etibar hota
تیرے قول و قرار سے پہلے
اپنے کچھ اور بھی سہارے تھے
तेरे क़ौल-ओ-क़रार से पहले
अपने कुछ और भी सहारे थे
tere qaul-o-qarar se pahle
apne kuchh aur bhi sahare the
گر انتظار کٹھن ہے تو جب تلک اے دل
کسی کے وعدۂ فردا کی گفتگو ہی سہی
गर इंतिज़ार कठिन है तो जब तलक ऐ दिल
किसी के वादा-ए-फ़र्दा की गुफ़्तुगू ही सही
gar intizar kaThin hai to jab talak ai dil
kisi ke vada-e-farda ki guftugu hi sahi
کیا تھا عہد جب لمحوں میں ہم نے
تو ساری عمر ایفا کیوں کریں ہم
किया था अहद जब लम्हों में हम ने
तो सारी उम्र ईफ़ा क्यूँ करें हम
kiya tha ahd jab lamhon mein ham ne
to saari umr iifa kyun karen ham
وہ جو ہم میں تم میں قرار تھا تمہیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو
وہی یعنی وعدہ نباہ کا تمہیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو
वो जो हम में तुम में क़रार था तुम्हें याद हो कि न याद हो
वही यानी वा'दा निबाह का तुम्हें याद हो कि न याद हो
vo jo ham mein tum mein qarar tha tumhein yaad ho ki na yaad ho
vahi yaani vaada nibah ka tumhein yaad ho ki na yaad ho
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message