DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Qasid

Poetry Collection

Ash'aar

Momin Khan Momin
kya jaane kya likha tha use iztirab mein qasid ki laash aai hai khat ke javab mein...
Dagh Dehlvi
aati hai baat baat mujhe baar baar yaad kahta hun dauD dauD ke qasid se raah mein...
Ibn-e-Insha
minnat-e-qasid kaun uThae shikva-e-darban kaun kare nama-e-shauq ghazal ki surat chhapne ko do akhbar ke biich...
Khwaja Meer Dard
qasid nahin ye kaam tira apni raah le us ka payam dil ke siva kaun laa sake...
Explore more on Diwan E Sukhan